Ajay Devgn is a superstar of Bollywood and famous for his brilliant dialogue delivery. If you look at his Movies Dialogues you will find that he got many punchline dialogues. Like Dua me yaad Rakhna from Once upon a time in Mumbaai. So We are sharing some Great Dialogues of Ajay Devgan.
We have Separate Article for Once Upon a Time in Mumbaai Check Ajay Devgn Dialogues in Once Upon a Time in Mumbaai.
Ajay Devgan Dialogues in Diljale
Is dharti se gaddari mat kar …
varna yeh dharti phategi, sholay uglegi …
aur tujhe raakh kar degi
Agar woh chale gaye …
toh insaan nahin, barood bankar lautenge
Main mar nahin sakta, na hi zinda pakda ja sakta hoon …
bas maar sakta hoon, sirf maar sakta hoon
Jaan pyari hai toh uska khayal tak apne dil se nikaal do …
varna jal jaoge …
kyun ki hum diljale hain
Yeh aankhen, yeh chehra, yeh noor …
insaan ho ya pari ho tum
Hum toh kabse apni jaan hatheli pe liye ghoom rahe hain …
kambakht koi leta hi nahin
Pyar mein sauda karne ki aadat in aamiron ki …
jaan le leti hai hum jaise gareebon ki
Aag joh dil mein lagi hai, usse duniya mein laga doonga main
joh teri doli uthi, zamaane ko jalaa doonga main
Joh jab Hindustan ko mitana chahega … mitti mein mil jayega
Ajay Devgan Dialogues in Dilwale
Yeh duniya hum mein milne nahi degi …
lekin main bhi ab is duniya ko jeene nahi doonga
Mohabbat mere dost, aag bhi lagati hai un dilon ko …
jin mein mohabbat ke chirag jalte hai
Mujhe aaina na dikhao, ismein koi pagal nazar aata hai …
yeh main nahin, ismein sara jahan nazar aata hai
Hum mein toh apno ne loota, gairon mein kahan dum tha …
meri kishti thi doobi wahan, jahan pani kam tha
Ajay Devgan Dialogues in Son of Sardar
Paaji Sardar par joke na karna aur joker mat samajhna
Joh Hindustan leave karke aata hai na …
usko muhalle waale Hindustan Lever bolte hai
Sardar ki dastaar par haath uthayega na …
toh Sardar utha dega
Boothi changi nahi ho te baat changi karni chahiye …
aur baat changi na kar sako …
toh mooh band rakhna chahiye
Tere khandaan mein maarne ka rivaj hai kya?
Kabhi kabhi mere dil mein sawaal aata hai …
ki agar duniya mein Sardar na hote toh kya hota? …
sorry yaar duniya bekaar bina son of Sardar
Oye paaji kadhi has bhi liya karo
Bhichad ke tujhse ab mujhe marna hai …
yeh tajurba issi zindagi mein karna hai