TVF Aspirants is the latest web series from the house of TVF. TVF is known for making motivational web series with beautifully written dialogues and screenplay.
Aspirants look very similar to Dil Chahta Hai, but same time it is motivational and showing the hard work and sacrifices of The Aspirants. We have shared the list of 25 best TVF Aspirants Dialogues and Quotes, you can check them below. We have also included the motivational Dialogues of Sandeep Bhaiya.
Best Quotes from TVF Aspirants
Ye UPSC ka exam physically hi nahi mentally bhi choos leta hai..
ye old rajinder nagar hai na,
yahan par apko jazbo ka, umeedo ka, nirashaon ka
angginat kahaniya sunne ko milega..
Patience, Perseverance and dedication, ye jiske ander sbse strong hoga na, ban jayega IAS.
Kachua Jante ho Kachua? Normal race nahi hai bhai ye, marathon hai, khargosh nahi jitatahai yahan, jeetata hai khachua.
LBSNAA se shuru nahi hota UPSC ka training, Yhaan se shuru hota hai preperation se.
Beta Sandeep, Change to to lya skta hai, iss chhore ne le aya to samaaj me bhi laa sakta hai…
Bohot sare log power ke liye IAS Bante hain,
Sandeep Bhaiya : Dekh bhai, Power se Bulb bhi jalta hai, jo logo ki zindagi me roshni kar deta hai, aur power se current bhi lagta hai, jo logo ki jaan le leta hai, so you have to decide ki power use kaise karna hai…
Interviewer se zyada tumhe clear hona chahiye ki IAS kyu Bann na hai..
Tu Real me kya sochta hai usse ghanta fark nahi padta, so fake it till you make it..
Uss din samajh aaya Shaktimaan to ch%tiya hai, asli power to IAS me hai.
Kaun Kehta hai Asmaan me surakh nahi hota ek pathar to tabiyat se uchhalo yaaro…
Jo fail hota hai, wahi bata sakta hai Galtiyan Kahan na karein, Kabhi kabhi aapka sabse kharab khiladi desh ka sabse achha coach ban jata hai..
Pehle Log Puchte the, ab main khud se puchta hu, ki iss saal nahi nikla to kya karunga..
System me ghusenge, tb toh system change karnege, first deserve, then desire.
Plan B hona chahiye bhai abhilash, Bohot zaruri hai…
Mehnat koi nhi dekhta, log ayenge failure ka medal dalenge aur bolenge sincere nahi tha toh nahi kar paya…
Arthik Sthiti Theek na hai humari, ab roti ke bare me sochu ke bapu ki, ki coaching ke bare me sochu?
Ye haalat hai, bahut karza ho rakheya hai..
Sirf aawishkaro se thodi banta hai desh mahaan, logo se banta hai…
Plan b is for losers yeh soch ke to govt job chhodi thi…
Desh ko Do jagaho se badla ja sakta hai, ek bilkul niche, majdoor, kisan, krantiyan aur ek upar se, IAS, IPS, IRS.
Tujhe apna pada hai, usko apna pada hai, mera kya bhai? yeh dil chahta hai chal rahi hai, main saif ali khan hoon na…
Main Ek Satellite Ki tarah hoon, jo rocket ki force se space me apna orbit to paa lia, lekin rocket ki ahmiyat ko bhool gaya, usse kahin piche chhod aya, bas apne hi orbit me gol gol akele ghumta rehta hoon, duniya ke kaam to aa raha hu par ek dhuri me fas gaya hoon..
Desh ke kaam to aa rahe hain, par garv karne wala koi nahi hai…
UPSC kar rahe the to bahut confused the hum, ki plan b hona chahiye ya nahi hona chahiye, Plan B ka asli maksad to Balance banana hai..
Maa, Baap, Pyaar, Dost, Inhe apne dreams ke liye sacrifice kar dena is not worth it, not worth it at all.
Lehro se darr kar nauka paar nahi hoti, aur koshish karne walon ki kabhi haar nahi hoti…
Tereko realize nahi hua hoga, but all this while you were faking the positive approach….
Itna asaan nahi hai, bade bade haar maan ke chale gaye…
Gujarte hain Collector jaise road se, jaise akbar gujarta hai, chipak jaati hai sabki nazar gaadi se, jaise chumbak se loha chipakta hai..
Also Read: Dialogues of Sacred Games 2