Netflix’s Sacred Games is the first web series by Netflix in India and as per the expectations, Sacred Games turns out to be one of the most successful Web Series from India. No doubt it could rank on top amongst all web shows in the Hindi Language.
Netflix’s Sacred Games season one stars Saif Ali Khan (Sartaj Singh) and Nawazuddin Siddiqui (Ganesh Gaitonde) as the main lead actors with the long star cast including Radhika Apte, Pankaj Mishra, Neeraj Kabi and others.
Sacred Games is directed by Vikramaditya Motwane and Anurag Kashyap. Both are a different type of directors and their method of directing is different, that’s why they decided to direct individually.
Sacred Games has two timelines, one is Gaitonde’s Flashback and other is present, so flashback part is directed by Anurag Kashyap and the other part is directed by Vikramaditya.
Dialogues of Sacred Games season 1 are already trending and people are using them for Memes and their daily life conversation.
So, we are sharing some great Dialogues from Sacred Games season 1 which you can use as Memes or just for fun on Facebook and other social media websites.
List of Best Sacred Games Dialogues
Bhagwan me Mante ho? Bhagwan ko L*nd farak nhi Padta.
Ravi Pandit Apne moot ki boond barabar hai saheb, iss chote se naam ke liye aapki neend ko ch*dne ka matlab kya hai.
Main Chhota sa tha, 10-11 saal ka, tabhi fix ho gaya tha ye aaj ka din, ye connection, aap dilbagh singh aur main.
Lagta hai 6 janam pehle ki baat hai, jab main maa ko dekha.
Mathu bola daring karne ka, aur daring karne ke liye dharam bhrasht karna padta hai.
Kabhi Kabhi Lagta hai Apun hi Bhagwan hai.
Ye dunia kaise shuru hui Apun ko nahi pata, par kaise khatam hoga Maloom hai.
Jab tak ye Khel Khatam nahi hota Apun Idharich hai.
Kon Kisko, Kaise janta hai, ye itna seedha seedha nahi hai saheb.
Dharam ne pavitrata me dhanda khoja, apun ka kaam tha dharam bhrasht krne ko dhanda banana.
Hindu hotel se apun seekha ki dharam ke naam par janta ka kitna chutiya banaya ja sakta hai.
Apun ko Bhraman ka beta hone ka fayeda mila.
Apun Ashwathama hai, Kabhi nahi marega.
Apun ki bhi phat gayi, lekin soch liya to soch liya.
Agar bhagwan nahi hota to aadmi ke ander bhagwan ka idea kidhar se aata?
Hindustan jab Hindustan nahin bana tha tab se politics ki macchi ko dharam ke tel mein fry karte hue aaye hain.
Duniya ke bazaar mein sabse bada dhanda hai dharam. Bhagwan se dara ke chutiya banate hain public ko.
Kashmir mein Home Minister ki beti kidnap ho gayi thi, Dilli mein Mandal ke naam pe bacche apne pe kerosene daal rahe the, aur sansad mein roz pradhan mantri aise badal rahe the jaise kachha ho.
1977 me emergency chalu thi, sarkar logo ke l*nd kaat ke le ja reli thi.
Aadmi andar se jitna kaala hota hai, duniya ke samne utna hi safed banne ki koshish karta hai.
Apun Kukoo ke piche bhaag raha tha aur desh mandir ke piche.
Jail me itne kutte jaisi halat thi ki ch*dne ki taakat bhi nahi bachi thi.
Paise ke naam pe aisa dosti hua, jaise hum Ek Ga*nd Hagte hon.
Apun ko paani me bhavishya dikhta tha, Bachpan se hi lagta tha apni life koi puran ki katha hai.
Mumbai seher hai ye. Kuch bhi ho sakta hai idhar. Gutter ka kutta poore sheher pe moot dega abhi.
Dharmon ka roop yahi hai. Rahgeer ko prem se ghar bulao. Aadar samit bhojan grahan karo. Phir uski aatma pe kabza kar lo.
Jaake dekh record me ke kaun hai, insaan hai ke bhagwan.
Apun ka dusra baap saleem kaka, uski aakhein apun ko bolti thi, gaitonde tu merko mar diya to hamesha jinda rahega, ashwathama hai tu ashwathama.
Gareeb logon ka entry sirf mandir me free hai.
Teri g*nd mein chhatri daal ke nahin khola na toh mera naam Bunty nahi.
Tum mardon ko aisa kyun lagta hain ki har aurat ko tumhe hi bachana hai.
Jaise log Taj Mahal ko Dekhte hain, Waise hi apun pehli Dafa Isa ko Dekha, farak bas itna tha, ki log photo khichate hain, aur Apun ko ye Taj Mahal Jalana Tha.
Apun ke ander se aawaz aati thi, ki mukti dede is harami ko.
Bhagwan aadmi se kahani me baat karta hai. Hum sab ka life ek kahani hai.
Hindu Hotel me jo Haddi kaam kar sakti hai wo bade se bada gunda na kar paye.
Apun socha jab is Desh me PM ka Imaan nahi to Apun Seedhe Raaste chalke Kya Karega.
Your Turn!
We have shared the most popular Sacred Games Dialogues or Quotes, if you think some of them are missing from this list, do mention them below.