Dialogues of Vikram Vedha Hindi version are getting applause all over, Vikram Vedha is the latest Bollywood remake starring Hrithik Roshan and Saif Ali Khan in the lead roles. This is a story of cop vs Bad guy.
Vedha’s character is played by Hrithik Roshan, and Hrithik Roshan’s Dialogues in Vikram Vedha are superb, People love his desi style and his dialogue delivery is brilliant.
Dialogues of Vikram Vedha
Ek Kahani Sunaye sir?
Kisse kab aur kitna bolna hai ye hum bohot pehle samajh gaye the sir ~ Hrithik Roshan (Vedha)
Kisse kab aur kitna bulwana hai ye bhi hum bohot pehle samajh gaye the ~Saif Ali Khan (Vikram)
Ek aparadh ek dand Agar aparadh karne wale ko saja dete hai to karwane wala bach nikalta hai, aur agar karwane wale ko saja dete hai to karne wala bach nikalta hai, kisko saja denge aap? karwane wale ko ya Karne wale ko?
dui kadam chalte na to jaante ki tarraki ka rasta aage badhkar hi khulta hai.. ~ Hrithik Roshan (Vedha)
Kismat se fight maroge na munna tabhi kismat tumhe sunegi…
Apno ko khone ka pain sala ek dum same to same ~ Hrithik Roshan (Vedha)
Iss bar maja hi nahi tajjub bhi hoga..~ Hrithik Roshan (Vedha)
Sab maja le rahe hain, hum aapka aap humra, aur sala zindagi hum dono ka ~ Hrithik Roshan (Vedha)
Mauka sirf ata nahi hai, Cheena bhi jata hai…
Isse Dekhiye Iski Akhein Bol Rahi hain ye farzi hai ~Saif Ali Khan (Vikram)
Aksar sach sahi aur jhooth galat hota hai, par is kahani me sach aur jhuth dono hi galat hai…
Kya har burai waqyi buri hoti hai ? Kya har achchhai waqyi achchi hoti hai?
Pata hai hum har encounter ke baad bhi chain ki nind kyo sote hai? Kyunki hum jante hain ki humne kisi begunah ko nahi mara..
Baap ka gunah bachhe ko bhugatna padta hai ~ Unknown
These are the all superhit dialogues of Vikram Vedha Hindi film, if you know more dialog from the film, then you can share the dialog lyrics in the comment section.