Simmba is a action film starring Ranveer Singh, Ashutosh Rana and Sara Ali Khan in lead roles.
Simmba is directed by Rohit Shetty and the story is adapted from the Telugu Superhit film Temper, starring Jr NTR, directed by Puri Jagannadh.
Masala films are known for their punchlines and witty one liners, Here we are sharing some mind blowing one liners from the film.
All Simmba Dialogues
Ranveer Singh Dialogues
Main Paiso ka nahi sirf pyar ka bookha hoon, aur mujhe pyar sirf paiso se hai…
Ye Kalyug hai, kalyug yaha log ek hi matlab ke liye jeete hain, apne matlab ke liye..
moyele tu merko itna dry look derela hai, to aaj se tu mera dri ver..
Bhaiyon aur behno, ghadi me baj gaye hain barah, isse pehle ki simba ka chadh jaye para, sab ho jao yaha se nau do gyarah..
Tell me something I don’t know..
Auto wala tu hai rasta mere se puch raha hai..
Mohile, Mohile, tere bina main kaise piyun…
Inspector Sangram bhalerao, police officer hai tere baap ka naukar nahi, tameez se baat karne ka..
Desh ki ek beti, desh ki dusri beti ke liye itna to kar sakti hai na madam..?
Isko kya maaru, ye danda leke to merko marna chahiye..
Sonu Sood Dialogues in Simmba
Kya Re size medium aur jigar extra large
Ye wo patakha hai jo ek din bohot bada dhamaka karega…
Mera ek Usool hai, Rah chalte ko main chedta nahi, aur jo mujhe chedta hai usse main chhordta nahi..
teen kutte paal ke rakhe hain maine unko pedigree deta hai, aur chautha kutta tu, note deta hai main terko…
aye darne ka nahi tera bhai hai idhar, tu ye court birat, law, durva sab bhul ja, bindaas bata merko terko kya lagta hai..
Abhi jaane se pehle main is police station ko, historic police station bana ke jayega…
khali peeli ka credit kha rahe hain, bhai ke tukdo par palne wale kutte…
Aye narampao shantaram…
Dialogues of Others in Simmba
Aadmi jab galat hota hai, to apne aap ko sahi sabit krne ke liye awaz unchi ho hi jaati hai…
un dono ko bachpan se janta hu main, ladke bure nahi hai, bas wo hormones ka problem hai, its natural..
Pehle hi bohot dhushman bana ke rakhe hain tumne, ek aur ki zarurat nahi hai…
Sala ye aadmi life me ek cheenti nahi mara rahega, par aaj apni beti ke liye goli marne ko tayar ho gaya…
Sir ek baat bolu, jab tak ye rapist log ko police wale thokte nahi na, tab tak kuch nahi badlega sir..
Your Turn!
These are our favorite Dialogues from Simmba. You can share your favorite dialogues of Simmba in the comments, if you think something is missing then do share those missing dialogues of Simba.