All Superhit Dialogues of Nawazuddin Siddiqui

Nawazuddin Siddiqui is a well known Bollywood actor, He is famous for his brilliant acting skills and simplicity. He can make a simple phrase memorable with his unique voice and dialogue delivery. Nawazuddin Siddiqui inspiring many young actors. Getting a lead role or an important role with average looks in Bollywood is not a piece of cake for any actor, but he has done it like a king of acting. We are sharing some great dialogues of Nawazuddin Siddiqui. Most of the dialogues are very simple but when you listen these dialogues in Nawazuddin Siddiqui’s Voice then it becomes mind blowing.

Also Read : Life Story of Nawazuddin Siddiqui and his Struggle

Famous Dialogues of Nawazuddin Siddiqui

Dialogues of Nawazuddin Siddiqui hindi

Manjhi The Mountain Man

Jab Tak Todenge Nahi, Tab tak Chodenge nahi..

Shandar, zabardast, zindabad!

Bhagwan ke bharose mat baithye … kya pata bhagwan humre bharose baitha ho…

Tohar ko itna chahte hai, itna chahte hai, itna chahte hai, itna chahte hai, itna chahte hai, kitna chahte hai ka batayen,  seena cheer ke dikhayen Bajrangbali jaisa?

Bahut bada hai na tu, Badi akad hai na tora me,ab dekh kaise ukhadte hai teri akkad..

Bahut E hi lamba dangal chalega re tohar humar, Tayar hai?

Manjhi : Toh Apna Akhbar kaahe nahi nikal dete?
Reporter : Akhbar nikalna asaan kaam hai kya?
Manjhi : Pahad Tode se bhi mushkil hai ka?

Ye bhitar ka ghav hai, jab tak ye tootega nahi bharega nahi..

Ye Prem hai, pehle apni joru se tha abhi pahad se hai..

Gangs of Wasseypur 2

Ka be gan#du..

Ek dum Shaakaal lag raha hai..

Tumko yaad kar karke haath dukh gaya hamara…

Yeh dhande mein do cheezo pe kabhi bharosa nahi karna chahiye , ek toh khud se pehda hone waale khauf pe, aur doosra kisi ke saath pe…

Ek hi jaan hai ya to allah lega ya mohalla..

Baap ka, dada ka, Bhai ka, Sabka badla lega re tera faijal..

Pura ka pura wasseypur band karwao inki maa ka….

Badlapur

Hello Bhabhi ji, Main layak, harman ka dost 15 saal se south africa me tha just abhi aaya hu, how are you?

Koi gandi baat kar na..

Aajkal na main tujhse bohot baat karta hu,tera wo dialogue bolta hu..
Huma : Kon sa?
Nawazuddin : ssss please nahi,ssss please nahi…

Pagal ho gaya hai tu, Ilaj karwa le apna..

Murder kiya hai maine murder, agar phir se ispar hath uthaya na to finish kar dunga, Good Night..

Koi puchega tere bete me kuch achi baat thi tu bolegi na? Bolna…

Kick

15 min tak saans rok sakta hoon main, kuch nahi hota mujhe..

Paida to main bhi shareef hua tha par sharafat se apni kabhi nahi bani…

Koi umeed var nahi aati, koi soorat nazar nahi aati, maut toh ek din moiyyan hai, neend raat bhar kyun nahi aati , pehle aati thi haal-e-dil pe hasi, ab kisi baat pe nahi aati…

In Logo ko maine, First class ki ticket di,15-15 hazar dollars diye,red label, black label sab pilayi, wishky vodka wine, ye dekho laal pile hoke pade hai, In goro ne mujhe china ka maal chipka diya…

Mujhe bada maza aata hai jab koi darta hai, pata chalta hai usse apni zindagi ki parwah hai..

Jisse zindagi ki parvah hoti hai, maa kasam marne ka mazaa us hi ko aata hai…

Ek ek paisa gin lena thook laga ke , yeh ho na ho hum toh traditional kamine log hai…

Jayant ji mere pas time nahi hai, aur tumhare pas bacha nahi hai..

Ye sare ache doctor aise hi marte rahe to marizon ka kya hoga?

Sabse bada devil hota hai stress, kabhi nahi lena chahiye…

Peepli Live

Caren hai bahut zyada par tel bahut kam hai , issi liye Iraq pe giraye gaye itne bomb hai…..

Kapda hai bahut zyada par kameez bahut tang hai, badal hai bahut zyada par baraste kitne kam hai…

The Lunchbox

Apke dabbe me se kamaal ki khusboo aati hai sir, bin chakhe swad aa jata hai wa wa wa wa wawah..

mera naam aslam sheikh hai sir, main anath hu, mera naam bhi maine khud hi chuna, sab khud hi seekha ye bhi khud hi seekh lunga sir, thank you very much..

Nawazuddin : Meri Ammi Kehti hai Kabhi kabhi galat Train bhi Sahi jagah pohcha deti hai..
Irrfan : Par tum to anath ho?
Nawazuddin : ha par meri ammi kehti hai ye kehne me wajan aata hai..

Iske abba ne mana kar diya, bolte ladka anath hai, height bhi kuch khas nahi, kala kaluta hai..

Sir iske abba ko mat batana ye, naito scooter wapas le lenge wo..

Bajrangi Bhaijaan

Salman : Bajrangbali madad karenge na..
Nawazuddin : yaha pakistan me bhi?

Nawaz to Salman : Begum tum phir boli?

Karachi se log eid manane apno me andrune mulk ja rahe hai, camerman kamil yusuf ke sath, chandnawaab karaachi..

Taalash

Aamir : Karte Kya ho?
Nawazuddin : bheekh mangta hu sahab, bohot hi garib aadmi hu, khane ko bhi paise nahi hai..(then his phone rings )

Your Turn! 

You can add your favourite dialogue of Nawazuddin Siddiqui in Comment section.. 🙂