Gadar ek Prem Katha is a semi fictional Period film of Bollywood, Which is based on a Fictional story inspired by true events, It’s a saga of love during the Indo-Pak partition. Gadar Ek Prem Katha is most successful film of Bollywood and Still people love to watch it again on Televisions. Movie has some great dialogues of Sunny Deol and His Style of delivery dialogues is the main attraction of the Gadar Dialogues.
Dialogues of Sunny Deol in Gadar
Musalmani hai ye, Musalmani hai, Lo ab ye ho gayi sikhni.. ab kisi ne iski taraf ankh bhi uthayi na, wahe guru
ji di sau gardan ukhad dunga…
Kyu Deewana hua jata hai koi,Kyu arman hue hai paida kah,Malum nahi ye Kambakth dil chahta kya hai…
Mujh Garib par Rehem tumne kyu kiya, Jo Kuch tha mere pas Sab loot liya…
Is Gadar ki loot ne Tara ko Loot Liya, Kangaal kar diya usse..
Zindagi kitni hi behrehan kyu na ho,jeena to padta hai madam ji jeena to padta hai…
Ek Kagaz par mohar nahi lagegi to kya tara Pakistan nahi jayega, Mujhe mere bache ko uski maa se milane se koi
takat koi sarhad nahi rok sakti..
Batware ke waqt hum logo ne apko 65 crore rupay diye the tab jakar apke sar par tirpal aayi thi,barsat se bachne
ki hasiyat nahi aur goli bari ki baat kar rahe hai aap log?
Baap bankar beti ko vida kar dijiye,Isi me sabki bhalai hai, warna agar aaj ye jatt bigad gaya to saikdo ko le
marega..
Ashraf ali, Tumhara pakistan zindabaad hai isse hume koi aitraz nahi, magar humara hindustan zindabad tha,
zindabad hai,zindabaad raheg a..
Agar main apne biwi bacho ke liye sar jukha sakta hu to sabke sar kaat bhi sakta hoon…
Dialogues of Amrish Puri in Gadar
Ek roti ke tukde ki tarah chota sa pakistan humari Jholi me daal diya..
Agar hum hindustan ki zamin par pao rakhte to hazaro zakhm ubhar aate…
Dialogues of Amisha Patel in Gadar
Kisi ko hindustan chahiye to kisi ko Pakistan, Insano ki to insano ko zarurat hi nahi..
Nahi jayenge hindustan , phone bhi nahi kahrenge khat bhi nahi likhenge bas ab hum sirf unka intezar karenge
kyuki hum jante hai aaj nahi to kal wo hume lene zarur ayenge…
Saans Jism me aana bhul sakti hai, Subah Nikalna bhul sakti hai, aap apne khuda ko bhul sakte hai,lekin hum unhe
bhul jaye, namumkin hai ye…
Others
Gore Angrez hindustan ko kha gaye, Tukde kara gaye..
Jab paani pul ke niche se ek bar nikal jata hai to wo wapas nahi aata..
Siyasate badal gayi, watan ke naam badal gaye par dil ke jazbaat to nahi badle jaa sakte na…
Rab ek Khuda ek,to uske banaye hue sab bande bhi ek hi hue na, fir kya singh aur kya khan…
Ye mulk hai koi khet ka tukda nahi jo yunhi bat jayega…
You can add your favorite dialogue from the Movie Gadar ek Prem Katha in Comment section!