Akshay Kumar is a Bollywood Superstar and still very active in Indian Film Industry, He is known for his action, comedy and social message movies. Khiladi Kumar is also famous for his brilliant dialogue delivery, here are some best Dialogues of Akshay Kumar.
Dialogues of Akshay Kumar
Once Upon a Time in Mumbaai Dobara
Agar main hero ban gaya …
toh meri pehchaan bura maan jayegi
Once Upon a Time in Mumbaai Dobara
Khiladi tha … ab pura khel hoon
Once Upon a Time in Mumbaai Dobara
Mujhe achcha banne ka koi shaunk nahi hai …
suna hai upar waala achche logon ko bahut jald apne paas bula leta hai
Once Upon a Time in Mumbaai Dobara
Hero kya hota hai?
pyar ke liye ladne waala, dosti ke liye marne waala …
kismat se fakeer par himmat se bhara hua … sharif aadmi
Once Upon a Time in Mumbaai Dobara
Chaubees ghante ka time hai …
khud nahi aayi toh is Ravan se bachane ke liye koi Ram nahi aane waala
Once Upon a Time in Mumbaai Dobara
Mohabbat woh mohra hai jiski wajah se bade badhon ko maat mili hai
Once Upon a Time in Mumbaai Dobara
Peene ki capacity, jeene ki strength,
account ka balance aur naam ka khauff …
kabhi bhi kam nahi hona chahiye
Once Upon a Time in Mumbaai Dobara
Hero marne ke baad swarg jaata hai …
aur villian jeete ji swarg paata hai
Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo
Tirchi nigaahon se na dekh aashiq-e-dilgir ko …
kaise teerandaz ho tum, jara seedha toh karlo teer ko
Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo
Hoon main parwana magar koi shama toh ho raat toh ho …
jaan dene ko hoon haazir, koi baat toh ho
Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo
Mohabbat rang lati hai jab dil se dil milte hain …
mushkil toh yeh hai, ki dil badi mushkil se milte hain
Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo
Kiski majaal joh chede dilair ko …
gardish mein gher lete hain geedar bhi sher ko
Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo
Maa ke doodh mein toh dum hota hi hai …
chahe woh Hindustan ki ho yah Pakistan ki
Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo
Ab ke saawan mein yeh shararat hamare saath hui …
hamara ghar chodke saare shehar mein barsaat hui
Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo
Mana ki tu ek insaan hai sari duniya ke liye …
magar sari duniya hai kisi ek insaan ke liye
Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyo
Aasmaanon se kaho agar hamari udaan dekhni ho, toh apna kad aur uncha karle …
husn waalon se kaho ki agar ishq dekhna ho, toh humse aake milenge
Khiladi 786
Main har test pass karke dikhaonga …
chahe yeh mera blood test kyun nah lele
Khiladi 786
Unki gali mein hum aaye ajeeb ittefaq hai …
phool toh pheka unhone …
magar gamla bhi saath hai
Khiladi 786
Oye kake Punjabi na toh chup chap aate hain, na hi chup chap jaate hain
Khiladi 786
Duniya mein teen cheezen hoti zaroor hai lekin kisi ne dekhi nahin …
bhooton ka sansar,
sacha wala pyar aur Bahattar Singh ki raftaar
Rowdy Rathore
Saale jahan Amol Palekar banna chahiye …
wahan Shakti Kapoor banjata hai
Rowdy Rathore
Main nahi darta … maut darti hai mujhse
Rowdy Rathore
Don’t angry me!
Rowdy Rathore
Apun ka fatka char sau chalis ka jhatka
Rowdy Rathore
Naam sunte hi pichwaade mein bhukump aa gaya na?
Rowdy Rathore
Joh main bolta hoon woh main karta hoon …
joh main nahin bolta woh main definitely karta
hoon
Rowdy Rathore
Jisne bhi yeh socha ki main dar gaya …
woh saala arthi pe apne ghar gaya
Oh My God!
Maine sirf insaan banaya …
aur insaan ne yeh jaat, paat, dharm,
mazhab ka dhanda shuru kiya
Oh My God!
Main Krishna hoon isliye chamatkar karta hoon …
chamatkar karta hoon isliye Krishna nahin hoon
Oh My God!
Jaise ek bakht bhagwan ke bina adhura hota hai …
waise hi bhagwan bhi ek sache bakht ke
bina adhura hota hai
Tees Maar Khan
Tube se nikla hua toothpaste …
aur tees maar khan ke diyi hui zubaan …
kabhi wapas nahin jaati
Tees Maar Khan
Kutte ke muh se haddi …
aur tees maar khan ki noton ki gadi …
dono cheenana bekaar hai, impossible
Tees Maar Khan
Tawaif ki lutti izzat bachana …
aur tees maar khan ko qaid karna …
donon bekaar hai
Tees Maar Khan
Textbook se copy karta hua student …
aur tees maar khan ke bheje se nikla hua plan …
kabhi fail nahin ho sakta
Garam Masala
Joh ladki hame chahiye usse hum nahi chahiye …
aur jise hum chahiye woh kisko chahiye
Singh is King
Face hai bhola …
andar se bomb ka gola …
dil mein dhamaka kar gayi yaar
Singh is King
Asal king woh hota hai …
joh apne liye nahin doosron ke liye lade
Ajnabee
Everything is planned!