All Superhit Dialogues of Aamir Khan

Aamir Khan is known as Mr. Perfectionist in Bollywood, His films are famous for his great acting skills and story line, some of his films are not that worthy but still he is one of the greatest actor in Bollywood Industry. He is not that much famous for his Dialogues and style of Dialogue Delivery, but he has some sensible and mind blowing dialogues. We are sharing some great Dialogues of Aamir Khan.

List of Aamir Khan Dialogues

dialogues of aamir khan

3 Idiots

Life is a race , if you don’t run fast, you would be like a broken undaa of daku bird..

Aal izz Well…

Kaise sign karu yaar, meri pen to tu le gayi…

Exam toh bohot hote hai, baap mostly ek hi hota hai….

Main toh aapko yeh padha raha tha ki, padhate kaise hai…..

Kiss ho nahin paati yaar, kyun ki naak beech me aa jaati hai aur main jaag jata hoon…

PK

Lul ho gayi humri life…

Ek baar gaya hoon moon pe, bahut hi lul place hai…

Lagta hai kono firki le raha hai…

Ee wrong Number hai…

Bahut hi Confujiya gaya hu bhagwan…

Humra gola par log jhoot nahi bolta hai…

Aaise tukur tukur ka dekhat ho? Pahichane nahi ka humka, Hum PK hoon PK

Apne bhagwan ki raksha karna band karo, nahi toh is gola mein insaan nahi sirf joota reh jayega…..

Shadi byah mein patakha phodke band baja bajake, kahe poore shehar ko bataya jata hai ki aaj I am having sex?

Joh darr gaya so mandir gaya…

Jaise deewar pe bhagwan ka photo lagate hai na, taaki kauno moote nahi, 
hum iyaan lagata hoon, taaki kauno peete nahi….

Iyaan toh bolte kuch hai aur matbal kuch aur nikalta hai….

Earath ki to lulli baji hui hai…

Kaun Hindu, kaun Musalman, thappa kidhar hai dikha,
ye farak bhagwan nahi tum log banaya hai,
aur yahi is gola ka sabse danger wrong number hai……

Dhoom 3

Hoshyari, tarkeeb aur dokha
teeno mil jaaye toh log usse jadoo samajhte hai…..

Bande hain hum uske, hum pe kiska zor
umedo ke suraj, nikle charon aur
iraade hai fauladi, himmati har kadam
apne haatho kismat likhne, aaj chale hain hum…..

Maskhare ka khel dhokhe ka khel hota hai
jis mein audience ko lagta hai ki jeet unki ho rahi hai, lekin jeette hum hai, hamesha….

Also Read : Review of Dhoom 3

Fanaa Dialogues and Shayari by Aamir Khan

Phool hun gulab ka chameli ka mat samajhna,
aashiq hun apka apni saheli ka mat samajhna…..

Humse door jaoge kaise, dil se hum mein bhulaoge kaise,
hum woh khushbo hai joh saaso mein baste hai, khud ki sason ko rok paoge kaise……

Na shehar dekho na biyabaan dekho,khuda ka eklauta naam-o-nisha dekho,
bas aankh uthao aur Rehan dekho….

Bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte, jaam dusron se cheenkar hum piya nahi karte,
unko mohabbat hai toh akar izhar kare, pecha hum bhi kisika kiya nahi karte……

Behti hai hoton ko seekar, pachtayengi aap,
ishq jaag uthta hai aksar, aaisi khamoshi ke baad

Adhoori saans thi, dhadkan adhoori thi,
adhoore hum, magar ab chaand poora hai falak pe, aur ab poore hai hum…..

Aag suraj mein hoti hai, jalna zameen ko padta hai,
mohabbat nigahein karti hai, tadapna dil ko padta hai…..

Pani se pyaas nah bhuji toh maikhane ki taraf chal nikla,
soocha shikayat karoon teri khuda se, par khuda bhi tera aashiq nikla….

Kaash mein oon ka gola hota,
aur unki ungliyon mein lipta hota…..

Tumhari khobsurati ne khuda se khatta kara di,
kahin khud se nazar na lag jaye, yunkar tumhe nazar na di…….

Tujhe is bazaar ka dastor main samjha nahi sakta,
bik gaya joh woh kharedar ho nahi sakta…..

Kehte hai pyar mein neend udh jaati ha, koi humse bhi mohabbat kare, 
kambhakt neend bahut aati hai….

Aisa laga khuda ne rakh diya hamare dil pe haath,
liya naam hamare unhone kuch aisi ada ke saath…..

Dard se aankhen chaar kar lenge,
hum bhi imtihaan de denge,
teri dosti ke khatir aye dost,
hum dushmano se bhi pyar kar lenge…..

Agar andha hota, toh duniya ki sabse haseen cheez dekh nahi pata…..

Mann

Meri puja mein, meri duaon mein,
meri khamoshiyon mein, meri sadaaon mein,
sirf tum ho, sirf tum….

Arre woh sharabi ko aye khuda maut aajaye,
joh chhodke tujhe paimana munh ko lagaye….

Mera aaj mera kal, mere din mere pal,
sirf tumhare dum se hai….

Tujhko dekhenge sitare toh ziya mangenge, aur pyase teri zulfon se ghata mangenge,
apne kaandhe se dupatta na sarakne dena, varna budhe bhi jawani ki dua mangenge………

aansun ke bina shayad kuch pal main jee sakta hoon,
lekin tumhare bina nahi….

Husn ko chaand, jawani ko kamal kehte hai
dekh kar hum tujhe ek shouk ghazal kehte hai
uff yeh sang e marmar sa tarasha hua shafaf badan
dekhne wale tujhe Taj Mahal kehte hai….

Rang De Basanti

Rang De Basanti memes Dialogue

Ab bhi jiska khoon na khaula, khoon nahin voh paani hai,
joh desh ke kaam na aaye woh bekaar jawani hai….

Ek pair past mein hai teh ek pair future mein hai,
tabhi toh hum aaj pe moot rahe hain…

Oye tujhe Bismil da sandesh malum hai?

Zindagi jeene ke do hi tarike hote hai,
ek jo ho raha hai hone do, bardaasht karte jao,
ya phir zimmedari uthao usse badalneki…

College di gate de is taraf hum life ko nachate hai,
te duji taraf life humko nachati hai…

Su Kar, Mere mann ko kiya tune kya isara…

Andaz Apna Apna

Gogo Sahab, Idiot bewakuf gadhe, Shakal se lagte hai magar hai nahi..

Shabash mere cheete shabash…

Main woh bala hoon, joh tum sabko kaccha chaba jau,
aur dhakaar bhi na lu….

Jab dil tootta hai toh uska asar seedha dimag par hota hai….

Aap purush hi nahi, mahapurush hai!

Do dost ek pyale mein chai piyenge, isse dosti badti hai….

Yeh aap idhar idhar kya dekh rahe hain, udhar idhar dekhiye, udhar idhar….

Lagta hai kachha khiladi hai….

Bhabhi hogi teri aur shaadi hogi meri…

Hilna nahin, hilna nahin, nahin toh hila ke rakh doonga….

Shakal se to bidi ke kharkhane ka mazdoor lagta hai, saala chusa hua aam….

Chit main jeeta patt tu hara…

Ghajini

Mere pitaji ka kehna tha ki, kaam jazbaat ke saath karo, jazbaati hokar nahi….

Vishvas aur ghamund mein bahut kum farak hai, main kar sakta hoon,
yeh mera vishvas hai, sirf main hi kar sakta hoon, yeh mera ghamund….

Bas ek haan ke intezaar mein raat yunhi guzar jayegi, ab toh bas uljhan hai saath mere,
neend kahan aayegi, subah ki kiran na jaane kaunsa sandesh layegi,
rim jhim si gungunayegi ya pyas adhoori reh jayegi…

Ishq

Royega toh tu, jab khelenge hum hu tu tu
aur thukenge tere mooh par thu thu thu….

Abhe oh ujhdi hui riyasat ke lutte huye sultan….

Aap hai gul-e-gulzar, mausam-e-bahar
chehre par hai gussa, dil mein hai pyar, aa gale lag ja mere yaar….

Yeh kaunsa tha jaam joh tune pila diya, is sirphere ka sara system hila diya….

Life mein teen cheezon ke peeche khabi nahi bhagna chahiye, bus, train aur chokri, ek gayi doosri aati hai, doosri jaati hai teesri aati hai…

Sarfarosh

Tum jaise log dushman hote hain sari insaaniyat ke…….

Milte hi nazarein dil milaya nahi jaata
aagaaz ko anjaam banaya nahi jaata…

Dawa bhi kaam na aaye, koi dua na lage
mere khuda kisiko pyar ki hawa na lage….

Phool khilte hai, bahaaro ka samaa hota hai
aaise mausam mein hi toh pyar jawan hota hai
dil ki baaton ko hooton se nahi kehte
yeh fasaana toh nighahon se bayaan hota hai……..

Main apne mulk ko apna ghar samajhta hoon……..

Mangal Pandey

Yeh azaadi ki ladai hai, 
ghuzre hue kal se azaadi, aane waale kal ke liye…

Bandook badi bewafaa mashuka hoti hai,
kab kidhar mooh modh le, koi bharosa nahi….

Yeh azaadi ki ladai hai, ghuzre hue kal se azaadi,
aane waale kal ke liye….

Taare Zameen Par

Bahar ek beraham competitive duniya basi hai,
aur is duniya mein sabhi ko apne apne gharon mein toppers aur rankers ugane hai….

Har bachche ki apni khoobi hoti hai, apni kabiliyat hoti hai,
apni chahat hoti hai….

Khayal karna bahut zaroori hai, is mein ilaaj ki shakti hai,
ek marham hai jisse dard mitta hai…

Patri se hatkar bahut kam log soch paate hai…

Duniya mein aaise aaise heere paida huye hai, jinhone sari duniya ka naksha hi badal diya,
kyun ki yeh duniya ko apni alag nazar se dekh paaye…

Gyan toh gyan hota hai, chahe woh zabaani ho ya likhit….

Lagaan

Gore pataloon pehen ke ee khel ka cricket kahat hai,
aur hum langoti baandh ke gilli-danda….

Hamaar pasina hamre tann mein khoon banke daudega…..

Chulhe se roti nikale ke liye, chimte ko apna mooh jalahe padi….

Ye koi khel nahi hai jo hum apne mauj manoranjan ke liye khelat hai, ye jung hai jo hume jeetni hi hai…..

Rangeela

are ye theater hai ki koyle ki bhatti, aye fan chalu kar re…

Tu jaanta nahi hai apun ko, ye area mein apun world famous hai, world famous…

Your Turn !

Now add some missing dialogues or your favorite dialogue of Aamir Khan in comment section.