Asur 2 Dialogues in Hindi are awesome, these pure Hindi dialogues in Asur Season 2 give you the mythological vibes of the show.
The Hindi online series “Asur” premiered in 2020 and season 2 was released on Jio Cinema in June 2023. Arshad Warsi leads the cast, which also includes Barun Sobti, Anupriya Goenka, Ridhi Dogra, and others.
The series blends aspects of mythology, psychology, Technology, and crime investigation. It delves into subjects such as virtue vs evil, human nature, and the conflict between intellect and emotions.
We have created a list of Asur 2 Dialogues in Hindi, You can check these mind-blowing dialogues from Asur Season 2 and you can use them in your comments on Social Media.
Dialogues of Asur Season 2
Anant Andhkar Hi Param Satya Hain, Lagaav Hi Peeda Hain, Karuna Hi Krurata, Aur Ant Hi Prarambh.
Samanya Manushya Ka Simit Gyan, Use Apne Se Pare Dekhne Nahi Deta…
Manushya Ka Swabhav Hai Sangharsh, Sahyog Nahi…
Peeda Se Bada Shikshak, Aur Koi Nahi Hota…
Insaan Ko Kabhi Bhi Puri Tarah Se Samjha Nahin Ja Skata, Kyuki Badalte Rahna Insaan Ki Fitrat Hai… Aur Badalte Sab Hai…
Mrityu kya hai, Jiwan ka ek marta satya…
Mumbai ke log gharo se zyada mall me rehte hain…
Also Read: Dialogues of Rana Naidu
Main aap sab ko naitikta ke andhkar se mukti dilane aaya hoon….
Jab Vyakti ka kartavya aur udeshya samapth ho jaye, to uske astitava ka koi mehetva nahi reh jata..
Koi vyakti ya bhavna hume tab pareshan kar paati hai jab hum usse mehetva dete hain..
Humara past humari parchai ki tarah hota hai, hum chah kar bhi usse picha nahi chuda sakte…
Ant me tumhari maryada hi bachegi, tumhare aas paas ke log nahi..
Past aksar Future ka pata clearly bata deta hai…
Kab Tak Logo Se Ummid Lagaye Baithoge? Ummid Sirf Intazaar Karati Hai, Sachai Nahi Badalti…
Sansar me Bohot dukh hain, Burai hai Nirasha hai, parantu paudho par kante hone se fulon ki, unke rango ki, unpar mandra rahi titliyon ki, hawa me fail rahi sugandh ki sunderta kam nahi ho jaati…
Iss ghadi ke bare me pata kar loge to kuch kar paoge, kyuki bhagwan bhavishya likh chuke hain…
Ghav tabhi bharte hain, jab unhe swikaar kiya jaye..
You can comment on your favorite Asur 2 dialogues in the comment sections, these dialog lyrics of Asur 2 are created by our team, and you can add more Asur season 2 dialogues in the comment.