Dialogues of Jawan: Jawan is the latest film of SRK and Shahrukh Khan is playing a double role in this film, and this time he working with Tamil film director Atlee Kumar, who is known for massy action films, SRK and Atlee combo has fired at the box office and earned more than 1000 crores, hype is real and people are loving the Shah Rukh Khan’s character and Dialogs of SRK in Jawan.
Now Jawan extended cut has been released on Netflix, you may be looking for Jawan Dialogues.
Shah Rukh Khan’s dialogues and Vijay Sethupathi’s Dialogues in Jawan are getting praise from the audience and the massy one-liners of Jawan will give you many whistle and clap moments in the cinema hall.
Jawan Dialogues
Ek Raja Tha, Ek ke baad ek, jung haarta gaya, bhookha pyaasa, Mandrata jungle mein, bohot gusse me tha…
Chahiye to Alia bhatt..
Sab uske fan bane pade hain maam…
Har jaoge!, har to pehle hi gaya tha..
Jab main villain banta hoon na,
Main us organization ke liye kaam karta hoon, jisse bar bar organize karkar bewakoof banaya jata hai.. Bharat ka Nagrik!
Tractor ke liye interest hai 13 percent, mercedes jaisi gadi ke liye 8 percent, ye haal hai humare yahan kaa…
Jab aap bar bar businessman ki naiiya par laga sakte hain, to businessman bhi to aapki madad kar sakta hai…
Aur department me gadbad hoti hai to usko mehez scam keh kar chipa diya jata hai, medical department me gadbad hoti hai to wo mehez scam nahi hota, wo hoti hai hatya…
Today Time life or Death, TIK Tok TIk Tok…
Itna bada kand karne ke baad uber me to nahi jaaunga na…
Jail me aadmi tere hain, par ye jail meri auraton ka hai…
Hum jawan hain, apni jaan hazar bar dao par laga sakte hain lekin sirf desh ke liye, tumhare jaise desh bechne walo ke liye hargis nahi…
Main Kaun hoon, Kaun nahi, Pata nahi,Maa ko kiya wada hoon, ya adhura ek irada hoon, main achha hoon, bura hu, punya hoon ya paap hoon, ye khud se puchna…
Kyuki main bhi aap hoon… READY!!
Naam to suna hoga…
Bete ko haat lagane se pehle, baap se baat kar…
Ye toh shuruwat hai, good to go girls?
Jab main villain banta hoon na, to mere samne koi bhi hero tik nahi sakta…
Usoolon par jahan aanch aa jaye, takrana zaruri hain, banda zinda ho to zinda nazar aana zaruri hai, banda ho to zinda ho….
Jawan Review
We have created these Jawan Dialogues from the film, so you can bookmark this, for more Jawan Film Dialogues.